2 Point Line Tool - CorelDraw Kaise Istemaal Karte Hain

2 Point Line Tool ka sabse jyaada istemal sirf sidhi line khinchne ke liye kiya jata hai. Jaise chemistry ki koi art banani ho, ya fir koi graphic banana ho jisme sidhi line khinchni ho to is tool ka istemal kiya jata hai.

Jaise is image me dikhai de raha hai ki kitni asaani se alag alag shapes ko ek doosre se connect kiya ja rha hai is tool ke jariye, thik yahi istemal is tool se kiya jata hai. Matlov agar apko koi aisa kaam karna hai jisme sidhi line ki hi jarurat ho to sirf yahi tool istemal karen.
2 Point Line Tool - CorelDraw Kaise Istemaal Karte Hain
Agar is tool ko istemal karne me koi problem aa rhi hai to niche diye gye comment box me apna swal puchh sakte hai. Main puri kosis karunga apko samjhane ki. Corel Draw ke sabhi post dekhne ke liye yaha click kare

2 Point Line Tool - CorelDraw Kaise Istemaal Karte Hain 2 Point Line Tool - CorelDraw Kaise Istemaal Karte Hain Reviewed by Sumeet Dhiman on October 09, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.