How To Install Recommended Post Below Article In Blogger

How To Install Recommended Post Below Article In Blogger. Article ke niche recommended post popup box kaise install karen. Hello to all Tricks In Hindi visitors. Aaj ki post me main aapko batane ja raha hu ek bahoot ki kaam ki trick. Is trick me aap sikh paoge article ke niche recommended box lagana.


 Recommended box
How To Install Recommended Post Below Article In Blogger

Apne bahoot se bloggers ko dekha hoga jinki kisi ko post ko read karte jab aap post ke end tak jate ho to ek pop up side se open hota hai. Is pop up me kuch posts hoti hai. Agar user ke kaam ki post hui to wo use jarur padhega. 

Recommended box ki jarurat kyu hoti hai?

Ye pop up har ek blogger ko apne blog me jarur install karna chahiye. Kyuki maan lijiye koi visitor apke blog par google search se aaya hai aur article ko read karne ke baad wo apke blog ko close kar deta hai. To aise me apke blog ka bounce rate jyda ho jayega. 

Visitor ne kisi bhi bajah se apke blog ko band kiya ho bounce rate jyda hone ke changes badh jate hai. Jis blog ka bounce rate kam hoga wo utna hi popular hoga. Ab aise me kya kiya jaye ki visitor jyda der tak hamari blog ko visit kare.

ad here rectangleDosto ye sab hota user ko jyda se jyda post dikhane se. Aise me recommended box bahoot hi kargar sabit hota hai. Wordpress me agar apka blog hai to apka kaam ek plugin se hi ho jayega. Lekin blogger walo ko thodi coding karni padti hai.

How to install recommended box in blogger article?


Aagar apko coding nahi ati hai to meri ye post step by step follow kare. Blogger me recommended box kaise lagaye uski jankari niche di gayi hai. 



Step 1  Sabse pahle blogger me log in kijiye. Ab template par click kijiye aur niche diya gya code ]]></b:skin> ya</style> se pahle paste kar dijiye. Search karne ka sabse achha tarika hai code me kahi bhi click kar dijiye. Ab CTRL+F type karke text box me search kar sakte hai.



Dhyan rakhe ye css hai aur </style> se pehle hi ise paste kren. Code ko copy karne ke liye code ke last me view raw link par click karen.



Step 2 Ab aapko javascript paste karni hai. CTRL+F type karke text bar me </body>  search karen. Ab iske uper apko code paste karna hai. Code niche diya gya hai jise aap view raw par click karke copy kar sakte hai.

Step 3 Ab aap code me find kijiye <data:post.body/> Ise find karne ke baad niche diya gya code <data:post.body/>  ke niche paste kar dijiye


Ab aap template ko save kar lijiye. Apka recommended post box ready hai. Agar apko code se related koi problem aa rahi hai to niche comment box me apna question puchh sakte hai.
How To Install Recommended Post Below Article In Blogger How To Install Recommended Post Below Article In Blogger Reviewed by Unknown on November 12, 2016 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.